Jump to content

One Hundred Poems of Kabir/I

From Wikisource

I

I. 13. mo ko kahan dhunro bande

mo ko kahan dhunro bande, main toh tere paas mein
naa main deval naa main masjid, naa kaabe kailaas mein
naa main koune kriyaa karam mein, nahin yog vairaag mein
khoji ho to turate milaihe pal bhar ki talaas mein
kahyen Kabir suno bhaai saadho sab swason ki swans mein

O servant, where dost thou seek Me?
Lo! I am beside thee.
I am neither in temple nor in mosque: I am neither in Kaaba nor in Kailash:
Neither am I in rites and ceremonies, nor in Yoga and renunciation.
If thou art a true seeker, thou shalt at once see Me: thou shalt meet Me in a moment of time.
Kabir says, "O Sadhu! God is the breath of all breath."